Saturday, December 22, 2012


Ek khanak aur ye Fiza bhi,
Ghir gayi hain mere Jaan...
Hum idhar ya hain udhar hain....
Ye Kahaan Hain Woh Kahan
Hum Jaan se...Hum Jaan se
Ladke hain nikale hain
Junnon main shann se..'
Tu nikal ke aason se
jo akela chal diya
Ek bagal main chand hoga....  
Ek bagal main rotiya....

Aa gayi hain Jhoomti Mehaki Hawa
aur ye Jahann...
Tu kyon kahe...tu kyon kahe
ke raat ko dhalne na degi kyo musaalt meri jaan....
Hum toh beheke hain kisi raste pe ja ruke
Dushwar hain, dushwar hain ke
Woh abhi se Raah main hi ruk gaya..
Ek Bagal Main chand hoga 
Ek bagal main rotiya....

By Waqief
'Ek Bagal Main Chand Hoga'
Extended Song
Originally Written by : Piyush Mishra
Film : Gangs of Wasseypur
3:52 PM 12/22/2012

Saturday, October 29, 2011

Qaash...

Qaash...Aapka haath Yun hi Humare Haatho Main rehta
Baithi Rehti Aap Yunhi Pehelu mai Humare
Au kisi baat ka jikr na hota...
Chhaya rehta mausam mausiki ka charo-taraf
Aur Sirf Deedar-e-Aalam hota.....

Written by  - Waqief 09102011

Yeh Dard Bhi....


Kya Kare Ilaj Yeh dard Zaalim Sa hain..
Deta nahin Sukun Aare-Farish Sa hain
Dikhayi Nahin Deta Kuch Bhi is Dard Ki Madhoshi main
Yeh Ishq Kambhkt ik Jaani Dush Man Jaisa Hain,…


Written By - Waqief 09102011

Ru-Ba-Roo



Kya kahe isse jab Sochte hain...
Khoobsurat lagti hain yeh Zindagi..
Awargi bhi buniyadi hai jaisi...
Kuch alag Naam Kehlati hain Zindagi......

Tune kyakaha dilruba ke
Aaj Hum yahaan beqaraar hain...
Tu Kahe ya na kahe 
Kuch Dillagi Dikhati hai yeh Zindagi...
Kuch alag Naam Kehlati hain Zindagi......

Chalte Pahuch gaye aisi Jagah
Jahan Se Palatna Mushkil sa tha
Mere raaste, meri manzile, meri Khwaishe
Kuch Nayi si Duniya Dikhati hain Yeh Zindagi…

Waise toh khush hain yahan Saara Jahan
Aur hum bhi madhosh se hain
Kaun Kehta Hain khamosh aur chup chup se hain
Mere Har Jazbaat Se Ru-Ba-Roo hoti hain Zindagi…
Kuch Nayi si Duniya Dikhati hain Yeh Zindagi…

Written By - Waqief  08092011